Hello Doston suwagat hai aapka doston jaisa ki aap me se bahut sare logo ka dimag me ye sawal bar bar aata rahta hai ki mobile se template kaise lagaye doston kabhi kabhi aesa hota ki aapko bahut best template mil jata hai lakin aap usse laga nhi pate hai agar aapke pass Laptop ya pc hai to aap bade aasani ke sath themplate ko laga sakte ho aur custimize bhi kar sakte ho aese.me agar aapke pass Laptop ya pc nhi hai to ap template kaise laga sakte ho doston aaj mai iss post me issi ke bare me baat karne wala hu agar aap janna chahate hai ki Android Phone se template kaise lagae jate hai to aal post ko continue padte rahe to chaliye doston mai aapko template lagane ka process batata hu
Theme Lagane Ka Process
1. Sabse pehle to aap template ko apne phone me download kar lijiye2. Aapne jo template download kiye ho wo template zip file me hoga aap khud dekh lijiye
3. Aapka template zip file me hai aap usse unzip kar lijiye
4. Zip file ko unzip karne ke liye aapko ek app install karna hoga
Application ko niche diya gaya download button par click karke install kar lijiye

6. Apna template chose karle jo aapne download kiya haj yani jisse aap unzip karna chahate hai jaise kj aap niche screen me dekh sakte hai
7. Template me click karne ke baad aapke samne iss tehre ka option show hoga jaisa ku aap niche image me dekh rahe hai Aapko "unzip Now" par click karna hoga jaisa niche image me hai
8. Ab aapka theme xml file me ho gaya hai aap isse apne blog me laga sakte hai jaise ki lagaya jata hai
Diston ummid karta hu post aapko pasand aaya hoga to post ko apne doston ke sath share karna na bhule
2 comments
Click here for commentsApki theme konsi he
ReplyMere iss blog me abhi "Minima coloured 3 mag" template laga huwa hai
ReplyConversionConversion EmoticonEmoticon