Hello dosto swagat hai aapka hamare aur aapke is website mein uska jiska naam hai hinglish me help doston jaisa ki aapne mera pichla post padha hoga aur ummid karta hu ki aapko post pasand aaya hoga agar aapne wo post nhi padha hai to jarur padh lena sayad aapko usse kuch sikhne ko mil jaye doston mai to hamesa se yahi chahta hu ki aapko kuch daily naya silhawu jisse aapko kuch help mil sake aur aap bhi aage bad paye mera hamesa se yahi kosis rahta hai esliye doston aaj ke post me main aapko batane aa gaya hu aur kuch naya sikhane aaya hu to chaliye doston aaj ke post ki baad kar leta hu doston aaj ke post me batane wala hoon ki blogger main animation text kaisa likha jata hai jaisa ki aap niche dekh rahi hai neeche yeh kaisa likha gaya hai yahi me batane wala hu waisa to aap bahut sare post daily google me
![]() |
Blog post me animated text artickle kaise likhe |
Animated text kya Hota hai?
Doston agar mai animated text kiya hota hai eski bare me baat karu ya agar mai simple me bole to yeh ek hilta dolta huwa text hota hai kahne ka matlab aap jo text likhoge wo uper se niche, niche se uper , aur right side se left side, left side se right side me chalta huwa najar aayega jaisa ki niche text me ho raha haiAnimated text kaise add katein ?
Animated text add karne ke liye niche diya gaya code ka use karna hoga yeh code html me hai
Step 1
Left side ke liye yeh code use karein
Step 2.
Right Side ke liye yeh code use karein
Iss code ke bich me aapko "your text" likha huwa najar aa raha hoga yaha bhi aap wo text likhe jo aap likhna chahate ho jaise ki maine aapko samjhane ke liye likha hai.
<marquee direction="right">
Www.hasnainjitech.blogspot.com</marquee>
Step 3.
Down se up ke liye yeh code ka use kijiye
ab aap ess code ko help se apne blog ki text ko run karwa sakte ho bahut hi aasani se agar aap ess code ka use karte ho to aapka post bhi dekhne me accha lagta hai
doston aasha karta hu post aapko pasand aaya hoga to apn.e doston ke sath share kare aur unhe bhi yeh jankari dein
aajke liye bss etna hi milte hai agle post me
3 comments
Click here for commentsNice bhai
ReplyNice bhai
ReplyThank you so much
ReplyConversionConversion EmoticonEmoticon