Without www ke blog ya website ko open kaise kare

Table of Contents [Hide]

    Doston kaise ho aap sab ummid karta hu aap aur aapke family members sab acche se honge Doston iss post me hum aapse baat karne wale hai ki bina www ke blog ko open kaise kiya jata hai yani ki sirf blog link type karke sidhe blog ko open kaise karte hai  jaisa ki aapne bahut sare aese blog aur website dekha hoga jo bina www ke open ho jata hai aapka blog aesa nhi hota hai aur aap bhi aesa  karna chahate ho ki aapka bhi blog without www ke open ho jaye  exampe: ke liye 

    www.hasnainjitech.blogspot.com yeh nhi likh kar sidhe hinglishmehelp yahi likh kar blog ko open kaise kiya jata hai.isse aapka visitor ko aasani hoti hai aapke blog me visit karne me jaise ki agar aap mera blog google me search karoge to bina www ke bhi search kar sakte ho direct hinglishmehelp.com likh kar bhi mere blog me aa sakte ho jisse aapki time bhi km kharch hoga. Aur koi problem bhi nhi hoga aesa karne se blog ki persanality bhi badta hai waise aapne dekha hoga ki bahut sare blog/website ko hum sidhe link type karke uske site me aa jate hai. Theek waisa hi ab aa bhi apna blog ko kar sakte ho  Aesa karne se aapka blog/website professional lagta hai

    doston agar aap bhi chahate hai ki aapka blog bina www ke bhi open ho jaye to iss post ko pura padhe. sari jankari ess post me diya gaya hai

    Without www blog open

    Doston sabse mai aapko bata dena chahunga ki agar aapne apne blogger ke setting me jake domain name ke theek niche redirect www ko tik(mark) karle agar aapne pehle se ye sab kar rakh hai fir bhi agar aapka blog bina www ke open nhi ho raha hai to ghabrane ki koi baat nhi hai mai aapko wo bhi bata deta hu lakin  batane se pehle ek baat aur kahna chahata hu ki aap dubara apne blogger ki setting me jake domain ke niche redirect www wala option per tik (mark) ko hata ke dubara tik (mark) karle fir save karle ab aap apne mobile, pc ya laptop se uss  browser ka data clear karke jiska aap use karte ho fir ab  aap apne blog ko bina www ke open karke dekho agar abhi bhi nhi ho raha hai to aapko apne domain me google ka ip address set karna hoga

    Google ka ip address apne domain me set karne ke liye pura post ko padhe pura process  Niche me bataya hu To bina time gawaye  suru karta hu to chaliye wo bhi process bata deta hu apne blog ko bina www ke open karne ke liye  sabse pehle aapko uss website me jana hoga jaha se aap domain kharida hai agar aap GoDaddy se kharida hai to aap GoDaddy ke site me jake sabse pehle username aur  password dal kar sign in kar lena hai agar aapke GoDaddy account me ek se jade domain add Hai to aapko uss Domain per jaye jisko aap bina www ke open karna chahate hai uss domain ke samne DNS setting par click karna hoga uske baad aapke samne me ek pop up window open hoga fir jaha aapne apne blogger ka code  CNAME ke name se set kiya hai ussi ke niche me aapko google ka ip address set karna hoga NOTE: niche wala ip address ko copy karle


     Jaisa ki aap niche image me dekh rahe ho Same waise hi aapko set karna hai


    yaha dhyan dene wali baat hai ki jaha CNAME hai woha aapko "A" select karna hai fir ip address type karke save kar lena hai sara kaam aapko same to same image ke jaisa karna hai jaisa image me jaisa hai waisa hi karna hai ab aapka sara kaam ho gaya GoDaddy se ab aapko yaha kuch bhi cher char nhi karna hai ab aap apna browser ka data clear karke bina www ke apne blog ko open karke dekho ya fir kisi dusre aese phone me open karke dekho jisme aapka blog kabhi bhi open nhi kiya gaya ho aasha karta hu aapko samaj me aa gaya hoga agar aapke dimag me koi sawal hai to aap niche comment me puch sakte ho

    Leave a comment